Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAlka Yagnik
HomeAlka Yagnik
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tum paas aaye yun muskuraaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne na jaane kyaa sapne dikhaaye ab to meraa dil jaage na sotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai na jaane kaisa ehsaas hai bujhati nahin hai kyaa pyaas hai kyaa nashaa is pyaar ka mujhpe sanam chhaane lagaa koi na jaane kyun chain khotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai hey ye ye hmm umm umm umm umm aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kyaa rang laayi meri duaa ye ishq jaane kaise huaa bechainiyon mein chain na jaane kyun aane lagaa tanhaayi mein dil yaadein sanjotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai kyaa karun haai kuchh kuchh hotaa hai tum paas aaye yun muskuraaye tumne
kuchh to bata are kuchh to bata na na na na naaaa phone ka number ghar ka pata na na na na naaaa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na phone ka number ghar ka pata nan nan nan na nan na nan na na na tere liye haal hai ye dekh mujhe tu yun na sataa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na phone ka number ghar ka pata nan nan nan na nan na nan na na na kehna hai jo kaho jaldi jaldi warna yun hi raho main to chal di aise karo nahin haye bye aao piye kahin chai waai samjhaun kitni baar ye koshish hai beqaar sun lo mujhko hai inqaar dil mein pyaar hai albatta nan nan nan na nan na nan na na na kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan nan nan na tere liye haal hai ye dekh mujhe tu yun na sataa kuchh to bata are kuchh to bata nan nan nan na nan na nan na na na dil ka kahoge jo kissa vissa aayega mujhko to gussa vussa jaane de gusse ke chakkar vakkar aa chal ke dekhenge picture victure karte ho kyun ye
kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai do char din se lagta hai jaise sab kuchh alag hai sab kuchh naya hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai cheezen main rakh ke bhool jati hoon bekhayali mein gungunati hoon ab akele mein muskurati hoon badali huyi si meri ada hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai pighala pighala hai dil mera jab se achha rehta hai mood bhi tab se haske milta hoon aaj kal sab se khushh ho gaya hai jo bhi mila hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai rang chamkeele sare lagte hain raah mein bikhare taare lagte hain phool ab zyada pyare lagte hain mehki huyi si jaise hawa hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai dhyan ab apna zyada rakhta hoon sochta hoon main kaisa lagta hoon aaeena ho to dekh leta hoon kaise ye chehara aisa khila hai kuchh to huaa hai kuchh ho gaya hai ye nasha jismen dono rehtein hain ye laher jismen dono behte hain ho na ho
lala lala lala la lala la la lala lala lala lala la lala la la lala kyaa dil ne kahaa hmmm hmmm hmm hmm hmm kyaa dil ne kahaa kya tumne suna palken jhuki hain saansen ruki hain koi humen pukaare anjaani raahen thaame hain baahen hum hi nahin humare o yaara kyaa dil ne kahaa kya tumne suna kyaa dil ne kahaa kya tumne suna milte bichhadte yun chalte chalte hum ho gaye tumhare kaisa asar hai hum bekhabar hain badle hain ye sitaare o yaara kyaa dil ne kahaa kya tumne suna kyaa dil ne kahaa kya tumne suna hmmmm tanha tanha jeete the haaa khud se baaten karte the haaa tumsa koi mil jaayega haaa dil pe likhte rehte the haa tanha tanha jeete the haaa khud se baaten karte the haaa tumsa koi mil jaayega haaa dil pe likhte rehte the dil pe ye likhte rehte the nazren churana laage suhaana baali umar hai jaana o yaara kyaa dil ne kahaa kya tumne suna jo dil ne kaha haan maine suna oooooooo main to bhanwra hoon sorry haaa kaliyon ki karta chori haaa baandhe kyun preet ki dori
Laddu Motichur Ka
hey hey hey ae hey hey hey la la la la la la la ladki badi anjaani hai sapnaa hai sach hai kahaani hai dekho ye pagli bilkul na badli ye to wahi deewani hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o ladkaa badaa anjaana hai sapnaa hai sach hai fasaana hai haan haan ye pagla bilkul na badla ye to wahi deewaana hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o paas reh ke bhi thi doori jaane kaisi thi majboori waqt wo bhi ajeeb tha jab tu mere kareeb tha kho gayi tu ye kis jahaan mein main yahaan hoon dekh to zara ladkaa badaa anjaana hai sapnaa hai sach hai fasaana hai dekho ye pagli bilkul na badli ye to wahi deewani hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o hmm bheed mein bhi thi tanhaai yaad har pal teri aayi roke koi mujhe zaraa bhar na aaye ye dil meraa behke behke mere kadam hain aise mein tu sambhaal to zara ladki badi anjaani hai sapnaa hai sach hai kahaani hai haan haan ye pagla bilkul na badla ye to wahi deewaana hai ho ho o ho ho o ho ho o ho ho o tumne na jaane kya sapne dikhaaye
main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo tumko bulaaon ye palken bichhaun kadam tum jahaan jahaan rakho zamin ko aasmaan banaaon sitaaron se sajaaon agar tum kahoo main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo main titliyon ke pichhe bhaagun main jugnuon ke pichhe jaaun ye rang hai wo roshani hai tumhaare paas dono laaun jitni khushbooyein baagh mein mile haa jitni khushbooyein baagh mein mile main laaon wahaan pe ke tum ho jahaan jahaan pe ek pal bhi theharun main gulsitaan banaaun agar tum kahoo main koi aisa geet gaaon ke aarzoo jagaaon agar tum kahoo agar kaho to main sunaaun tumhein haseen kahaaniyaa sunogi kya meri zabaani tum ik pari ki daastaan yaa main karoon tum se bayaan haan yaa main karoon tum se bayaan ke raaja se raani mili thi kahaan kahaaniyon ke nagar mein
hmmm hmmmm hey aa ha ha haa la la la la la la laa laa la laa main sochta hoon tumhari duniya se door maine jo koi duniya bana li hoti to zindagi kitni khali hoti hmmm hmmmm hey aa ha aaa haa la la la la la la laa la la laa main sochti hoon ki mere sapnon mein tum hi tum ho yeh baat maine chhupa li hoti to zindagi kitni khali hoti main kya bataun ke tumse milke main kis tarah se badal gayi hoon ho main phool banke mahak rahi hoon main shama banke pighal gayi hoon main sochta hoon jo tum na laati hansi ujaale to raat hoti jo kaali hoti to zindagi kitni khali hoti hmmm hmmmm hey aa ha ha haa hmm la la la la la la laa la la laa jo tum nahin thi to jaise meri har ek khushi mein koi kami thi main hans raha tha magar in aankhon mein phir bhi jaise koi nami thi main sochti hoon jo aarzoo hai wo dil mein rehti na humne lab se nikaali hoti to zindagi kitni khali hoti main sochta hoon tumhari duniya se door maine jo koi duniya bana li hoti to zindagi kitni khali hoti hmmmmm
maiyya yashoda ye tera kanhiyaa maiyya yashoda ye tera kanhiyaa panghat pe meri pakde hai baiyaan tang mujhe karta hai sang mere ladtaa haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se maiyya yashoda ye tera kanhiyaa panghat pe meri pakde hai baiyaan tang mujhe karta hai sang mere ladtaa haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi ho raam ji ki kripaa se gokul ki galiyon mein jamuna kinaare wo mohe kankariyaa chhup chhup ke maare natkhat adaayen soorat hai bholi holi mein meri bhigoye wo choli baiyaan naa chhode kaliyaan marode baiyaan naa chhode kaliyaan marode paiyaan padun phir bhi peechha naa chhode meethi meethi baaton mein mujhko phansaaye haaye raam ji ki kripaa se main bachi raam ji ki kripaa se main bachi ho raam ji ki kripaa se jab jab bajaaye mohan muraliyaa chhan chhan chhanakti hai meri paayaliyaa nainon se jab wo kare chhed khaani dil thaame reh jaaye prem deewani sudh budh gawaayi
Masoom Chehra
masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai mile dost jisko yahaan tere jaisa mile dost jisko yahaan tere jaisa use dushmano ki zarurat hi kya hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai dil tod diya kyun itna bata de phir baad mein bewafaa jo chaahe mujh ko saza de dil tod diya kyun itna bata de phir baad mein bewafaa jo chaahe mujh ko saza de teri berukhi se pareshaan hoon main teri berukhi se pareshaan hoon main na aaye samjh mein ye kya maajra hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai kya usko kahen jo kasmon ko bhule apno se kar ke jaffaaa gairon ki bhaahon mein jhule aaaaaaa aaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaa nazar mein basa ke nazar pher lena nazar mein basa ke nazar pher lena ye kaisi muhabbat ye kaisi wafa hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai jo bharta nahin wo zakham diya hai mujh ko
mauka milega to hum bata denge mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam waad e wafa pe tu kar le yakeen aa paas jaan e bahaar ho waad e wafa pe tu kar le yakeen aa paas jaan e bahaar sachhi mohabbat ussi ko kahen maane kabhi jo na haar aa meri baahon mein dil ki panahon mein keh de jo hai kahna mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhen kitna pyaar karte hain sanam honge tere bade chahane wale aashiq aisa kahan honge tere bade chahane wale aashiq aisa kahaan ishq ki baazi na haarenge aise denge sanam imtehaan hum to deewane hain humko zamane se aur nahin darna mauka milega to hum bata denge tumhe kitna pyaar karte hain sanam dil apna cheer ke hum dikha denge tumhe kitna pyaar
duniyaa ki tarah rasmon ki tarah waadon ki tarah kasmon ki tarah mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge duniyaa badalti hai mausam badalte hain lekin mere dil ko badal nahin paaogeee mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge aasmaanon ke aage tumne waada kiya hai dil ke badle mein maine pyaar tum ko diya hai dharti ki ambar ki kasam mujhko hai tere sar ki kasam nazren badalti hain sapne badalte hain lekin meri dhadkan ko tum dhadkaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge meri pehli tamanna aakhiri pyaar ho tum ruh mein bas gaye ho mere dildaar ho tum aise hi tumhen chaahunga main tumhen dulhan bhi banaunga main sehre badlte hain khushboo badalti hai pal pal meri saanson ko tum mehkaaogeee mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge mausam ki tarah tum bhi badal to naa jaaoge tumne dhoka diya to kuchh bhi kar jaaungi main
mehandi hai rachne wali hathon mein gaheri lali kahen sakhiyan ab kaliyan hathon mein khilne wali hai tere mann ko jeewan ko nayi khushiyan milne wali hain mehandi hai rachne wali hathon mein gaheri lali kahen sakhiyan ab kaliyan hathon mein khilne wali hai tere mann ko jeewan ko nayi khushiyan milne wali hain o hariyali banno le jaane tujhko guiyan aanewale hain saiyan thamenge aake baiyan goonjegi shehnai angnaee angnaee mehandi hai rachne wali hathon mein gaheri lali kahen sakhiyan ab kaliyan hathon mein khilne wali hai tere mann ko jeewan ko nayi khushiyan milne wali hain gayein maiya aur mausi gaayein behena aur bhabhi ke mehandi khil jaaye rang laaye hariyali banni gayein fuphi aur chachi gayein naani aur dadi ke mehandi mann bhaaye saj jaaye hariyali banni mehandi roop savare o mehandi roop nikhare ho hariyali banni ke aanchal mein utrenge taare mehandi hai rachne wali hathon mein gaheri lali kahen sakhiyan ab kaliyan hathon mein khilne wali hai tere mann ko
iss duniyaa mein desh kai desh kai mein desh hai ek aur uss desh ka naam hai bhaarat bhaarat bhaarat bhaarat bhaarat humara bhaarat tumhara bhaarat pyaara bhaarat pyaara bhaarat bhaarat desh mein gaanv kai gaanv kai mein gaanv hai ek apne gaanv ke log hain nek logon ke seene mein rehta hai dil aur dil kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai kehta hai dil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa lal lal laa aa haa haa haa haa haa haa mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai aate hain musaafir jaate hain musaafir jaana hi hai sabko kyun aate hain musaafir mela dilon ka aata hai ek baar aa ke chala jaata hai hans le gaa le ye din naa milenge kal thodi khushiyaan hain thode se ye pal hans le gaa le ye din naa milenge kal thodi khushiyaan hain thode se ye pal ek baar chali gayi jo ye bahaaren laut ke na aayengi guzri bahaaren mela bahaaron ka mela bahaaron ka aata hai ek baar aa ke
mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai par samane jab tum aate ho par samane jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai o mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai kitna isko samjhata hoon kitna isko behlata hoon kitna isko samjhata hoon kitna isko behlata hoon nadaan hai kuch na samajhata hai din raat ye aahein bharta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai par samane jab tum aate ho par samane jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai o mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai mera dil bhi kitna pagal hai ye pyaar to tum se karta hai har pal mujhko tadpaata hai mujhe saari raat jagaata hai har pal mujhko tadpaata
mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon saari duniyaan se keh doongi saari duniyaan se keh doongi tujhse pyaar main karti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon akela tu hai akeli main hoon akelepan se jeeya dartaa hai chhupata kyun hai bata de dilbar husn pe mere tu bhi marta hai madhoshi chhaayi hai dil pe ab to bilkul hosh nahin iss mein hain teri bhi khataayen mera hi sab dosh nahin ab to bas main shaam savere teri aanhen bharti hoon mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon haan mera dil tera deewana main to tujh pe marti hoon hey hey hey hey hey lara lala lala lala lala lala la hey hey kanwaari main hoon kanwaara tu hai rahenge kab tak kanwaare sochao sulagte dil mein bhujhe jaate hai ye kaise armaan humaare socho teri nazar ka teer sanam mere jigar ke paar hua betaabi ke iss aalam mein ab jeena dushwaar hua tere labon ko
mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa hai safar humaara naya naya kisi pal andhera jo ho gaya hai safar humaara naya naya kisi pal andhera jo ho gaya aa aa aa aa aa aa kahin kho na jaayein ye reh guzar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa zara thehar jaa mere humnavaa yahaan agle mod pe hoga kyaa zara thehar jaa mere humnavaa yahaan agle mod pe hoga kyaa aa aa aa aa aa aa kise hai pata kise hai khabar mere paas aa mere paas aa humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa mere paas aa mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa jo gharon ko chhodke hain chale jo gharon ko chhodke
kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin thi saanson mein jo garmi hai pehle to nahin thi pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun mehki thi aanchal ki hawaayen pehle to nahin aati thi tumko ye adaayen aaj kitne hasin hai sitam shukriya meharbaani karam ho mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam tum par mere pyaar ka jaadoo pehle to nahin tha dil jaisa hai beqaaboo pehle to nahin
meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de tere aane ki khushi mein tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye meri zindagi ke maalik mere dil pe haath rakh de tere aane ki khushi mein tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tere aane ki khushi mein mera dam nikal naa jaaye tera hunsala badega tera hunsala badega daaman tu thaam lega rakh doon jo haath dil par rakh doon jo haath dil par tera dil machal naa jaaye rakh doon jo haath dil par tera dil machal naa jaaye ik taraf ho saari duniyaa ik taraf ho soorat teri ik taraf ho saari duniyaa ik taraf ho soorat teri hum tujhe duniyaa se hokar bekhabr dekha kare hoooo oooo oooooo ooooo hoooo oooo oooooo ooooo hoooo oooo oooooo ooooo ooooo oooo ooo ooo mujhko kabool teri duniyaa mein rehnaa lekin mujhko kabool teri duniyaa mein rehnaa lekin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kuchh Kuchh Hotaa Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 05:08 16751
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Rani Mukherjee, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:08   Song Number : 16751   

Kuchh To Bata Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 04:33 16851
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 04:33   Song Number : 16851   

Kuchh To Huaa Hai Kal Ho Naa Ho (2003) 05:34 16843
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Alka Yagnik, Shaan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Preity Zinta
Duration : 05:34   Song Number : 16843   

Kyaa Dil Ne Kahaa Kyaa Dil Ne Kahaa (2002) 04:58 16823
 
Poster of Kyaa Dil Ne Kahaa (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sanjay Chhel
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Tusshar Kapoor, Esha Deol
Duration : 04:58   Song Number : 16823   

Laddu Motichoor Ka Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999) 05:59 38733
 
Poster of Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Kajol, Ayesha Julka
Duration : 05:59   Song Number : 38733   

Ladki Badi Anjaani Hai Kuch Kuch Hota Hai (1998) 06:25 16753
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 06:25   Song Number : 16753   

Main Koi Aisa Geet Gaaon Yes Boss (1997) 05:00 18743
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:00   Song Number : 18743   

Main Sochta Hoon Wajood (1998) 06:28 13594
 
Poster of Wajood (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 06:28   Song Number : 13594   

Maiyya Yashoda Hum Saath Saath Hain (1999) 06:23 11883
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
R Kiran
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor, Sonali Bendre, Tabu
Duration : 06:23   Song Number : 11883   

Masoom Chehra Ansh (The Deadly Part) (2002) 05:17 39086
 
Poster of Ansh (The Deadly Part) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Shama Sikander, Abbas Ali
Duration : 05:17   Song Number : 39086   

Masoom Chehra Talaash (2003) 06:17 18748
 
Poster of Talaash (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 06:17   Song Number : 18748   

Mauka Milega To Hum Dilwale (1994) 05:28 32702
 
Poster of Dilwale (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Raveena Tandon, Ajay Devgan, Others
Duration : 05:28   Song Number : 32702   

Mausam Ki Tarah Jaanwar (1999) 05:20 18602
 
Poster of Jaanwar (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Karishma Kapoor
Duration : 05:20   Song Number : 18602   

Mehandi Hai Rachne Wali Zubeidaa (2001) 04:24 16767
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 04:24   Song Number : 16767   

Mela Dilon Ka Mela (2000) 10:34 18608
 
Poster of Mela (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Twinkle Khanna, Amir Khan, Faisal Khan
Duration : 10:34   Song Number : 18608   

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Saajan (1991) 05:09 18621
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Madhuri Dixit
Duration : 05:09   Song Number : 18621   

Mera Dil Tera Deewana Aa Ab Laut Chalen (1999) 05:18 20904
 
Poster of Aa Ab Laut Chalen (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
Duration : 05:18   Song Number : 20904   

Mere Humsafar Mere Humsafar Refugee (2000) 07:51 20921
 
Poster of Refugee (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 07:51   Song Number : 20921   

Mere Mehboob Mere Duplicate (1998) 07:02 20927
 
Poster of Duplicate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 07:02   Song Number : 20927   

Meri Zindagi Ke Malik Imaan Beiman (1997) 06:52 13370
 
Poster of Imaan Beiman (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 06:52   Song Number : 13370   
Karaoke Songs of alka yagnik, Sad Songs of alka yagnik, Love Songs of alka yagnik, Dance Songs of alka yagnik, Hip-hop songs of alka yagnik, Best songs of alka yagnik, Super hit songs of alka yagnik, hit songs of alka yagnik, duet songs of alka yagnik, solo songs of alka yagnik, old songs of alka yagnik, famous songs of alka yagnik, Hindi Karaoke Songs of alka yagnik, Hindi Sad Songs of alka yagnik, Hindi Love Songs of alka yagnik, Hindi Dance Songs of alka yagnik, Hindi Hip-hop songs of alka yagnik, best Hindi songs of alka yagnik, super hit Hindi songs of alka yagnik, hit Hindi songs of alka yagnik, duet Hindi songs of alka yagnik, solo Hindi songs of alka yagnik, old Hindi songs of alka yagnik, famous Hindi songs of alka yagnik, Sing Along Songs of alka yagnik, Sing Along Sad Songs of alka yagnik, Sing Along Love Songs of alka yagnik, Sing Along Dance Songs of alka yagnik, Sing Along Hip-hop songs of alka yagnik, Sing Along Best songs of alka yagnik, Sing Along Super hit songs of alka yagnik, Sing Along hit songs of alka yagnik, Sing Along duet songs of alka yagnik, Sing Along solo songs of alka yagnik, Sing Along old songs of alka yagnik, Sing Along famous songs of alka yagnik